;

Wednesday, October 27, 2010

Bawre man ri kuch bhul....

Aaj Sapne apne hain aur Khawab Begane,,,,,
Manjil Ka pata hai,,,par Rahe Anjani hai....
Soch ka Dayra viksit hai ,,par Aayam sankre....
Yun to muthi me jahan hai... par Kabu me apna man tak nahi!!!!!!!!!!!!!!
-----------------------------------------------------------------------

Man ki dor na jane iska chor kahan hai....
ya to iski dor bahut badi hai....
ya iske hosle bahut khule....
Kyonki jo sapne ye dekh rahi hai....
wo Aam nahi hai!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Aam nahi hai!!
--------------------------------------------------------------------------------

Yun to khawab dekhta har jinda insaan hai...
par sapne pure kitne hote hain....
yahan statistics ka kya kehna hai????
Kya kaha thodi qualitative hai ye hypothesis!!!!!!
-----------------------------------------------------------------------------
Hanthon me bediyaan ...
Man belagam!!!!!

maut ka kar rahe intazar....
Kya ye bhi ek khawab nahi????

gyaan , dharohar sab kuch hai... 
par jina duswaar....

haan tune man kyun lagaya!!!!
------------------------------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment

Translate