Tumne kaha mujhe ek lamha chaiye....
shiddat se jiya hua bas ek lamha!!!
Maine kaha mujhe to tumhari puri zindagi chaiye
Puri ki puri... Thodi bhi kum besi nahi chalegi!!!! samjhe naaa!!!!
Tumne kaha mujhe tumse beinthaan pyaar hai...
Jiska koi aur- chor nahi hai!!!
Maine kaha mujhe humare Rishte ka naam lakar do!!!
Tumne kaha tumhare Pankho me jaan hai... Ud sakti ho!!!
main kabhi rauk kar nahi rakhunga Tumhe!!!
Maine kaha ... Ye ek kamra hai... Main isme Humari grihasthi sajaungi!!!
Mujhe kahin bahar nahi jana... samaj yahi manta hai!!!
Tumne kaha humari soch juda hai..Tum mere saath kabhi khush nahi rah paoge!!!
Tum chali jao... Sada Khush rahna!!!
Maine kaha Vada karo mujhe chodne ki baat kabhi nahi karoge!!!
tum chahte ho naa main bahar jaun... Thik hai main jaungi!!!!
Tumne kaha Mehandi se mera naam likhwa lo!!!
humare yahan mehandi se likhe naam ka mol hota hai!!!
Maine kaha mujhe to tumhare naam ka bas tatoo hi banwana hai!!!
Tumne kaha tumhari meri soch me bahut phark aa gaya hai..
islie bhul jana mujhe
Maine is baar nahi kaha ki bhulna nahi aata mujhe!!!
Tumhe lautna nahi aata
Maine Intezaar karna ab tak nahi choda!!!!

No comments:
Post a Comment